Teri Yaadon Mein Lyrics

Teri Yaadon Mein Lyrics Lyrics

“Teri Yaadon Mein” Song Details:

Movie: Behen Hogi Teri (2017)
Singer(s): Pavni Pandey, Yash Narvekar, Yasser Desai
Lyricist(s): Amit Dhanani, Yash Narvekar
Composer(s): Yash Narvekar
Music Director(s): Naamless
Genre(s): Happy (Feel Good)
Director(s): Ajay Pannalal
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Rajkummar Rao, Shruti Haasan, Gautam Gulati, Herry Tangri, Gulshan Grover, Ranjeet, Kamlesh Gill, Darshan Jariwala, Ninad Kamat
Release on: 9th June, 2017

Hua hai kya nahi khabar
Par kuch toh hai alag magar
Main jaanti na kuch agar
Bata de kya ho gaya

Phir hona kya hai
Main hoon tum bhi ho
Mere paas ho tum
Par gum bhi ho

Mere ashqon ki ho tum wajah
Mere honthon ki ho hansi

Teri yaadon mein, main kho gaya
Khud se judaa main bhi ho gayi
Teri yaadon mein mil ke kho gayi
Khud se judaa main yun ho gaya


Teri yaadon mein..

Kabhi kahin toh hum mile
Jahan koi bhi milta nahi
Hai wahi jagah woh raaste
Pehle sa kuch lagta nahi

Jaane kaise nashe mein
Ghul se gaye hain savere
Milte begaano se
Par lag rahe ho tum kyun mere

Samjhana chaahun main
Lafzon mein tumse keh na paaun
Tum hi bata do kya ho gaya?

Phir hona kya hai
Main hoon tum bhi ho
Mere paas ho tum
Par gum bhi ho

Mere ashqon ki ho tum wajah
Mere honthon ki ho hansi

Teri yaadon mein main bhi kho gayi
Khud se judaa main yun gaya

Teri yaadon mein…

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top