“Yeh Awaz Hai” Song Details:
| Movie: | Indu Sarkar (2017) |
| Singer(s): | Monali Thakur |
| Lyricist(s): | Puneet Sharma |
| Composer(s): | Anu Malik |
| Music Director(s): | Anu Malik |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | Madhur Bhandarkar |
| Music Label: | © Saregama Music |
| Starring: | Kirti Kulhari, Neil Nitin Mukesh, Supriya Vinod, Anupam Kher, Tota Roy Chowdhury |
| Release on: | 28th July, 2017 |
Main aakhon ke dar milu na agar
Mera ikk pata ye awaz hai
Ye awaz hai….
Na ho roshni ho raate gani
To chehra mera ye awaz hai
Ye awaz hai….
Mera akas ye jo tasveer hai
Lehar ne chua to dhul jayega
Jo pehchan hai mere naam se
Vo ikk naam shoro mein ghul jayega
Ghul jayega….
Hasti meri agar dor hai
To uska sira ye ye awaz hai
Ye awaz hai….
Na ho roshni ho raate gani
To chehra mera ye awaz hai
Ye awaz hai….


