Muddat Ki Tamannao Ka Sila Lyrics

Muddat Ki Tamannao Ka Sila Lyrics Lyrics

“Muddat Ki Tamannao Ka Sila” Song Details:

Movie: Kaajal
Singer(s): Mahendra Kapoor
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Composer(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director(s): Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Genre(s): Romantic
Director(s): Ram Maheshwari
Music Label: © Saregama
Starring: Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra
Release on: 30th April, 1965

Muddat ki tamannao ka sila
Jazbaat ko ab mil jane do
Muddat ki tamannao ka sila
Jazbaat ko ab mil jane do
Jis tarah mili hai do rahe us
Tarah se lab mil jane do
Muddat ki tamannao ka sila

Sine se hata dun aanchal ko
Shane se jhatak do zulfo ko
Sine se hata dun aanchal ko
Shane se do zulfo ko
Shane se jhatak do zulfo ko
Jati hui rangeen ghadiyo ko
Rukhne ka sabab mil jane do
Muddat ki tamnao ka sila

In paak gunaho ki ghadiya
Aati hai magar har raat nahi
In paak gunaho ki ghadiya
Aati hai magar har raat nahi
Aati hai magar har raat nahi
Is raat me sab kho jane do
Is raat me sab mil jane do
Muddat ki tamnao ka sila.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top