तिनका Tinka Lyrics

तिनका Tinka Lyrics Lyrics

“Tinka” Song Details:

Movie: HIT: The First Case
Singer(s): Jubin Nautiyal
Lyricist(s): Manan Bhardwaj
Composer(s): Manan Bhardwaj
Music Director(s): Manan Bhardwaj
Genre(s): Sad
Director(s): Sailesh Kolanu
Music Label: © T-Series
Starring: Rajkummar Rao, Sanya Malhotra, Dalip Tahhil, Milind Gunaji, Shilpa Shukla, Sanjay Narvekar
Release on: 15th July, 2022

Galiyan naraz hai sadke udas hai
Kis kis ko bantu main khushi
Choti si aas hai khud se ardass hai
Aaye na ankho mein nami

Laaunga khuda se main
Chhin ke wo saare pal
Jo the mere aur bas mere
Mere bas mein the jo
Laane de laane de laane de

Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sookun

Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sookun


Humm apna lamba safar
Tay karna mujhko hai
Raste bhi dhundhale hai yaha
Inpe chalunga kya tay karunga
Age ka apna rasta

Paunga khuda se main
Wo sookun ke saare pal
Jo the mere aur bas mere
Mere bas mein the jo
Laane de laane de laane de

Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sookun

Tinka hai tinka tinka
Jodna hai dil ka dil ka
Tab jaake aayega sookun.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top