मुबारक हो Mubarak Ho Lyrics

मुबारक हो Mubarak Ho Lyrics Lyrics

“Mubarak Ho” Song Details:

Label: Times Music
Singer(s): Soham Naik
Lyricist(s): Meer
Music Director(s): Soham Naik
Genre(s): Sad
Music Label: © Times Music
Starring: Karanvir Sharma, Debattama Saha

Bhool chuke ho mohabbat ko shayad
Tabhi hum tumko hai yaad nahi ab
Kaanpi nahi kya rooh tumhari
Bech rahe the jab wafaa tum hamari

Hum khatir tere tabah huye
Tum ho gaye aabad
Mubarak oo mubarak

Bikharte waqt kisi ki baahon mein
Tumhe aayi nahi meri yaad
Mubarak oo mubarak

Pyaar jo tu karta raha
Wo jhooth tha sirf jhooth tha
Toot gaya mera taara o yaara
Tujhe tere dil ka ye chaand
Mubarak oo mubarak


Hum khatir tere tabah huye
Tum ho gaye aabad
Mubarak oo mubarak

Tujhko maalum tha tu mere
Dil ki kamzori thi
Jo kiya tune wo toh chori
Pe seena zori thi

Tujhko maalum tha tu mere
Dil ki kamzori thi
Jo kiya tune wo toh chori
Pe seena zori thi

Sharm ki hadd ko tune paar kiya
Meer ko jeete ji tune maar diya
Qatl jis ka tune kiya
Wo khwab tha, haa khwab tha

Ik khushkhabri hai tere liye
Main ho gaya barbaad
Mubarak oo mubarak

Jise toda hai tumne
Wo dil khud jod rahe hai
Jise toda hai tumne
Wo dil khud jod rahe hai
Tumhari khushi ke khatir
Tumhe hi chhod rahe hai

Ik khushkhabri hai tere liye
Main ho gaya barbaad
Mubarak oo mubarak

Hum khatir tere tabah huye
Tum ho gaye aabad
Mubarak oo mubarak.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top