ना तेरे बिन Naa Tere Bin Lyrics

ना तेरे बिन Naa Tere Bin Lyrics Lyrics

“Naa Tere Bin” Song Details:

Movie: Ek Villain Returns
Singer(s): Altamash Faridi
Lyricist(s): Tanishk Bagchi
Music Director(s): Tanishk Bagchi
Genre(s): Love
Director(s): Mohit Suri
Music Label: © T-Series
Starring: John Abraham, Arjun Kapoor, Disha Patani, Tara Sutaria
Release on: 29th July, 2022

Tera asar o bekhabar
Main kho gaya jaane kidhar
Tu mere paas hai abhi
To lamhe khass hai abhi

Na jaane kab hua yakin
Ke kuch bhi tere bin nahi

Na tere bin rehna ji
Na aur kuch kehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon

Kareeb aa tu iss tarah
Saanse mile do jiss tarah
Main tere sang ye safar gujarun


Mile ho tum mujhe abhi
To ho gaya mujhe yakin
Kitna main tanha
Bheed mein raha hun

main zidd mein hi rehna ji
Judai nahi sehna ji
Ke haste haste
Main gum tera rodun

Na ek pal chaina ji
Hai sath mein rehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bita loon.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top