मेरी आँखों में Meri Aankkhon Mein Lyrics

मेरी आँखों में Meri Aankkhon Mein Lyrics Lyrics

“Meri Aankkhon Mein” Song Details:

Album/Label: Himesh Ke Dil Se
Singer(s): Aditya Narayan
Lyricist(s): Himesh Reshammiya
Music Director(s): Himesh Reshammiya
Genre(s): Sad
Director(s): Himesh Reshammiya
Music Label: © Himesh Reshammiya Melodies
Starring: Aditya Narayan
Release on: 3rd July, 2021

Tum aate ho dil deewana ho jaata hai
Tum wo chand ho humare
Jise dekhte hi mausam suhana ho jaata hai

Jab bhi meri ankhon mein jank kar dekhoge
Tumko chehra apna najar aa jayega
Jab bhi dil mein apne doob ke dekhoge
Wo kahani meri tumko sunayega

Tum kabhi mujhse ek pal door jaa na paaoge
Aashiqui ko meri tum bhula na paaoge
Jab bhi kisi aur ke paas tum jaaoge
Paas mere hi tum laut ke aaoge
Jab bhi kisi aur ke paas tum jaaoge
Paas mere hi tum laut ke aaoge

Baarud ke dher pe jeena humko aata hai
Di lke jakhmo ko hass ke peena humko aata hai
Bhule se jab kabhi mujhko thukraoge
Kuch hi lamho mein tum bahot pachhtaoge


Tum kabhi mujhse ek pal door jaa na paaoge
Aashiqui ko meri tum bhula na paaoge
Jab bhi kisi aur ke paas tum jaaoge
Paas mere hi tum laut ke aaoge
Jab bhi kisi aur ke paas tum jaaoge
Paas mere hi tum laut ke aaoge

Yaar bahot hi pyar hai tere liye dil mein mere
Teri ada teri kashish mujhko raat aur din ghere
Ishq ko agar mere tum samaj na paaoge
Bewajah mujhko aur khud ko rulaoge

Tum kabhi mujhse ek pal door jaa na paaoge
Aashiqui ko meri tum bhula na paaoge
Jab bhi kisi aur ke paas tum jaaoge
Paas mere hi tum laut ke aaoge
Jab bhi kisi aur ke paas tum jaaoge
Paas mere hi tum laut ke aaoge.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top