Raah Bani Khud Manzil Lyrics

Raah Bani Khud Manzil Lyrics Lyrics

“Raah Bani Khud Manzil” Song Details:

Movie: Kohraa (1964)
Singer(s): Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist(s): Kaifi Azmi
Composer(s): Hemant Kumar
Music Director(s): Hemant Kumar
Genre(s): Romantic
Director(s): Biren Nag
Music Label: © Saregama
Starring: Biswajeet, Waheeda Rehman, Lalita Pawar, Madan Puri, Badri Prasad, Asit Sen, Tarun, Manmohan Krishna, Abhi Bhattacharya

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil

Dekho phool banake
Sari dharati khil padi
Dekho phool banake
Sari dharati khil padi
Gujare aaraju ke raasto se
Jis ghadi jism churaye tum

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil

Jharna kah raha hain
Mere dil ki dastan
Jharna kah raha hain
Mere dil ki dastan
Meri pyas lekar chha
Rahi hain mastiya
Jiname nahaye tum


Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil

Panchhi udd gaye sab
Gake nagma pyar ka
Lekin dil ne aisa jal fenka
Pyar ka panchhi udd gaye sab
Gake nagma pyar ka
Lekin dil ne aisa jal fenka
Pyar ka udane na paye tum

Raah bani khud manzil
Pichhe rah gayi mushkil
Saath jo aaye tum
Raah bani khud manzil.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top