Saaki Ne Diya Lyrics

Saaki Ne Diya Lyrics Lyrics

“Saaki Ne Diya” Song Details:

Album/Label: Nazrana (2000)
Singer(s): Kumar Sanu
Lyricist(s): Pandit K.Razdan
Composer(s): Jeetu, Tapan
Music Director(s): Jeetu, Tapan
Genre(s): Love
Music Label: © Tips Music
Starring: Kumar Sanu

Mere saaki ne diya hain jab se
Hath mein jaam bahot mushkil hain
Mere saaki ne diya hain jab se
Hath mein jaam bahot mushkil hain
Dekhane mein to bahot hain aasan
Dekhane mein to bahot hain aasan
Waise ye kaam bahot mushkil hain
Mere saaki ne diya hain jab se
Hath mein jaam bahot mushkil hain

Khub neendti thi zamane bharse
Jaane deewar khadi ki kisne
Khub neendti thi zamane bharse
Jaane deewar khadi ki kisne
Kaise pohchaun main uske dil tak
Kaise pohchaun main uske dil tak
Dil ka paigaam bahot mushkil hain
Mere saaki ne diya hain jab se
Hath mein jaam bahot mushkil hain

Rutha ne ki bhi to had hoti hain
Mustafil dost kahan milte hain
Rutha ne ki bhi to had hoti hain
Mustafil dost kahan milte hain
Ab zara laut bhi aao ghar mein
Oo ab zara laut bhi aao ghar mein
Ho chuki shaam bahot mushkil hain
Mere saaki ne diya hain jab se
Hath mein jaam bahot mushkil hain

Har taraf chhayi hain ek tanhaai
Phir bhi bajati hain yahan sehnaai
Har taraf chhayi hain ek tanhaai
Phir bhi bajati hain yahan sehnaai
Koi deewana mujhe ab de de
Koi deewana mujhe ab de de
Ab bahot mushkil hain
Mere saaki ne diya hain jab se
Hath mein jaam bahot mushkil hain.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top