खुदा बदल दिया Khuda Badal Diya Lyrics

खुदा बदल दिया Khuda Badal Diya Lyrics Lyrics

“Khuda Badal Diya” Song Details:

Label: Aatma Music
Singer(s): Sumit Bhalla
Lyricist(s): Bhanu Pandit
Music Director(s): Bhanu Pandit
Genre(s): Sad
Music Label: © Aatma Music
Starring: Surbhi Jyoti, Rohit Khandelwal, Sunidhi Sharma

Mohabbat mohabbat
Ye kya laga rakha hai
Mohabbat mohabbat
Ye kya laga rakha hai

Dhokha fareb kya kya
Ismein mila rakha hai
Dhokha fareb kya kya
Ismein mila rakha hai

2-4 maine aise kuch
Sawaal kya kiye
Ikk pal mein tune apna
Chehra baadal diya

Kya naam doon tujhe
Kaafir yaa bewafa
Kya naam doon tujhe
Kaafir yaa bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya


Kya naam doon tujhe
Kaafir yaa bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya

Gir ke tutt jata
To main jod leta ho oh
Oh oh oh oh

Gir ke tutt jata
To main jod leta
Toot ke gira hai dil
Kya ilaaj ho

Mere aasman ki
Tum hawa toh ho par
Aaj kal na jaane
Kyun mere khilaf ho

Kuch toh jawab do
Ki aisi baat kya hui
Ke baat karne ka bhi
Lehza baadal liya

Kya naam doon tujhe
Kaafir yaa bewafa
Kya naam doon tujhe
Kaafir yaa bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya

Kya naam doon tujhe
Kaafir yaa bewafa
Keh ke mujhe khuda
Khuda badal diya.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top