Khanki Hain Chudiyan (Title) Lyrics

Khanki Hain Chudiyan (Title) Lyrics Lyrics

“Khanki Hain Chudiyan (Title)” Song Details:

Album/Label: Khanki Hain Chudiyan (2001)
Singer(s): Tanya Singh
Lyricist(s): Faaiz Anwar, Ravi Panwar
Composer(s): Ravi Pawar
Music Director(s): Ravi Pawar
Genre(s): Pop
Music Label: © T-Series
Starring: Faiz Anwar
Release on: 13th June, 2001

Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi

Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi
Saara sansaara, saara sansaara
Saara sansaara, saara sansaara
Saara sansaara, saara sansaara

Saamne jab aa jaaye voh
Hosh mera kho jaaye
Saamne jab aa jaaye voh
Hosh mera kho jaaye
Baat dil ki keh na paaoon
Jaane kya ho jaaye
Baheka na tha mera yeh dil
Pehle kabhi is tarah
Jaanoon na main dil pe mere
Jaadu chala kis tarah
Dhadkanon ne chupke chupke
Dil mein li angdaayi
Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi

Saara sansaara, saara sansaara
Saara sansaara, saara sansaara
Saara sansaara, saara sansaara

Uske dil mein rehna mujhko
Uske rang mein rangna
Uske dil mein rehna mujhko
Uske rang mein rangna
Usne ek din pehenaaye the
Pyaar se mujhko kangna
Uske liye sajne lagi
Harpal meri zindagi
Uski hi to chaahat se hai
Ab to meri har khushi
Uski yaadon se maheki hai
Ab meri tanhaai


Khanki hain chudiyaan, chunri laheraayi
Unse nazar meri milke jo aayi
Khud se hi main sharma gayi
Kya bekhudi chhaa gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi
Ab kya hoga, ab kya hoga
Jab yeh socha to ghabra gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top