Ghar Aaja Ghir Aaye Lyrics

Ghar Aaja Ghir Aaye Lyrics Lyrics

“Ghar Aaja Ghir Aaye” Song Details:

Movie: Chhote Nawab (1961)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Composer(s): R. D. Burman
Music Director(s): R. D. Burman
Genre(s): Mujra
Director(s): S.A. Akbar
Music Label: © Saregama
Starring: Ameeta, Mehmood,Johnny Walker
Release on: 13th August, 1961

Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye

Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Khidakee pe baithee baithee saree rain jaye rey
Tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya
Ghar aaja ghir aaye

Kasamasa jiyara kasak moree dunee rey
Pyasee pyasee ankhiyo kee galiya hai suni re
Jane mohe lagee kis bairan kee najariya
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Ghar aaja ghir aaye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top