मैं हूँ तेरे लिये Main Hoon Tere Liye Lyrics

मैं हूँ तेरे लिये Main Hoon Tere Liye Lyrics Lyrics

“Main Hoon Tere Liye” Song Details:

Album/Label: Himesh Ke Dil Se
Singer(s): Mohammed Irfan
Lyricist(s): Manish Shukla
Music Director(s): Himesh Reshammiya
Genre(s): Love
Director(s): Himesh Reshammiya
Music Label: © Himesh Reshammiya Melodies
Starring: Mohammed Irfan
Release on: 3rd July, 2021

Tumne humein chaha
Hum tumhari kadar karte hai
Magar hum bhi tumhari
Utni hi fikar karte hai

Tumse nazre mili
Jal uthe sau diye
Tu hai mere liye
Main hoon tere liye

Jeete hai teri yaadon mein hum
Bekarari liye

Tu hai mere liye
Main hoon tere liye
Tu hai mere liye
Main hoon tere liye


Kayi baar dil ki baatein
Likhi deewaron par
Kayi baar kaati raatein
Ishq ki mazaaron par

Dil ki baatein tune jaani
Isharon isharon mein
Suni suni dil ki raahein
Badli baharon mein

Khoye hai tere khwaabon mein hum
Ik khumari liye

Tu hai mere liye
Main hoon tere liye
Tu hai mere liye
Main hoon tere liye

Kayi baar likha tera
Naam in fizaaon mein
Baar baar maanga tujhko
Maine phir duaon mein

Meri iss tadap ko samjha
Behti hawaaon ne
Teri aankhein dekhe jo woh
Khwab sab sajaaun mein

Beete yun teri baahon mein pal
Ishqdari liye

Tu hai mere liye
Main hoon tere liye
Tu hai mere liye
Main hoon tere liye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top