“Maa Ke Dil Se” Song Details:
| Movie: | Mrs Chatterjee Vs Norway |
| Singer(s): | Javed Ali, Dipakshi Kalita |
| Lyricist(s): | Kausar Munir |
| Music Director(s): | Amit Trivedi |
| Genre(s): | Sad |
| Director(s): | Ashima Chibber |
| Music Label: | © Zee Music Company |
| Starring: | Rani Mukerji, Anirban Bhattacharya, Neena Gupta, Jim Sarbh |
| Release on: | 17th March, 2023 |
Hai jaan mein rooh
Ya rooh mein jaan
Puchu ye jake kis se
Tu mujhse hai
Ya main tujhse
Puchho ye maa ke dil se
Puchho ye maa ke dil se
Ek ek aansu ka hai hisaab
Ek ek hasi ka khata hai
Meri saanson ko ginana
Bas tujhko hi aata hai
Pallu ko karna aasma
Chhati ko karna dharti
Meri ungli pakad ke mujhe chalana
Bas tujhko hi aata hai
Oh oh tu mujhse hai
Ya main tujhse
Puchho ye maa ke dil se
Puchho ye maa ke dil se
Hai jaan mein rooh
Ya rooh mein jaan
Puchu ye jake kis se
Puchu ye jake kis se
Meri pahchan hai tujhse.


