“Husnwale Wafa Nahi Karte” Song Details:
| Movie: | Love In Simla (1960) |
| Singer(s): | Mohammed Rafi, Shamshad Begum |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Iqbal Qureshi |
| Music Director(s): | Iqbal Qureshi |
| Genre(s): | Playful |
| Director(s): | R. K. Nayyar |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Joy Mukherjee, Sadhana, Kishore Sahu, Azra, Durga Khote, Shobhna Samarth, Vijayalaxmi, Hari Shivdasani |
| Release on: | 31st December, 1960 |
Husn wale wafa nahi karte
Ye kisi ka bhala nahi karte
Are are dil ko thamna
Aji jara ho to samna
Husn wale wafa nahi karte
Chirag dil ka jalado
Pada andhera hai
Pada andhera hai
Pada andhera hai
Jara si sham hole
Abhi sawera hai
Abhi sawera hai
Abhi sawera hai
Na talo aaj hame
Tisra ye fera hai
Husn wale wafa nahi karte
Ye kisi ka bhala nahi karte
Are are dil ko thamna
Haha ji jara ho to samna
Are are dil ko thamna
Haha ji jara ho to samna
Are are dil ko thamna
Haha ji jara ho to samna
Are are dil ko thamna
Haha ji jara ho to samna.


