राबता Raabta Lyrics

राबता Raabta Lyrics Lyrics

“Raabta” Song Details:

Label: T-Series
Singer(s): Jubin Nautiyal, Chirantan Bhatt
Lyricist(s): Junaid Wasi
Composer(s): Chirantan Bhatt
Music Director(s): Chirantan Bhatt
Genre(s): Love
Music Label: © T-Series
Starring: Jubin Nautiyal, Adah Sharma

Pehle Dua Me Raha Karta Tha
Pehle Dua Me Raha Karta Tha
Duniya Jahan Ki Dua Karta Tha

Raabta Rabne Jabse Tujhse Jod Diya
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya Dilne
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya

Pehle Umeedon Main Mita Karta Tha
Dil Ke Isharon Pe Bekha Karta Tha

Raabta Rabne Jabse Tujhse Jod Diya
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya Dilne
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya


Hathon Ko Mere Dua Mil Gayi
Aandheron Ko Mere Subha Mil Gayi

Zameen Chahiya Na Falak Chahiye
Jati Ho Tujh Taq Woh Sadak Chahiye

Tu Mila Toh Sab Hi Chodd Diya
Tujhme Rehke Tujhko Odd Liya

Dil Ka Rasta Aab Maine Tujhse Jod Diya
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya Dilne
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya

Pehle Dua Raha Karta Tha
Duniya Jahan Ki Dua Karta Tha

Raabta Rabne Jabse Tujhse Jod Diya
Dilne Toh Mangna Hi Dilne Toh Mangna Hi
Dilne Toh Mangna Hi Chodd Diya

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top