Maine Tujhe Chhuwa Lyrics

Maine Tujhe Chhuwa Lyrics Lyrics

“Maine Tujhe Chhuwa” Song Details:

Movie: Justice Chaudhury
Singer(s): Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist(s): Indeevar
Composer(s): Bappi Lahiri
Music Director(s): Bappi Lahiri
Genre(s): Romantic
Director(s): K. Raghavendra Rao
Music Label: © Music India Limited
Starring: Jeetendra, Hema Malini, Sridevi
Release on: 15th July, 1983

Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala
O jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi
Kis tarah se bolo yeh aag dabegi
Do hriday milenge tabhi aag bujhegi
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala

Bolo kya mausam dil apna behlaayega
Na na na mausam toh tanaha kar jaaygea
Baadal se bol dil pyaasa bhar jaayega
Na na na baadal toh pyaasa tarsaayega ho baaba
Haay haay haay madhur milan hoga tabhi pyaas bujhegi
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala
O jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi
Kis tarah se bolo yeh aag dabegi
Do hriday milenge tabhi aag bujhegi
Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala

Mere tan par haay kyun kar na paani ruk paaya
Haan chikani hai itani ho gori teri kaaya
Gaata lehraata yeh saawan kyun chhaaya
Tere baalon ke chumban ko saawan yeh aaya o baaba
Haay haay haay hont tere chhuke bund bhaamp banegi

Mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala
O jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi
Kis tarah se bolo yeh aag dabegi
Do hriday milenge tabhi aag bujhegi

Haan mujhe kya huwa yeh bata, maine tujhe chhuwa toh tan jala.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top