Blanko Lyrics by King from The Gorilla Bounce (2021) is latest Hindi song with music given by Section 8. Blanko Song lyrics are written by King and its music video is directed by Miikey.
Blanko Song Detail
Song: Blanko
Lyrics by: King
Singer: King
Composer: Section 8
Music Label: King
Blanko Lyrics
Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyun hai
Tu ik din mil jaayegi
Yeh mera fitoor hai
Maahi ve jo tu na mila
To phir kya hua
Teri yaadon mein
Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya
Maine din bhi sudhaar liye
Kapde bhi sanwar liye
Abhi kitna kama rahe
Toone chhote hi sawal kiye
Tera zikar chhupa liya
Aur khud se malaal kiye
Na soch sakoge tum
Humne itne kamaal kiye
Afsos hota hai bas humein is baat ka
Tum dil mein jana kabhi nahi jhanke
Tum humse aisa pyar kabhi kar na sake
Jaisi tum humse karte the baatein
Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyun hai
Tu ik din mil jaayegi
Yeh mera fitoor hai
Maahi ve jo tu na mila
To phir kya hua
Teri yaadon mein
Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya
Faaslon mein bhi raza teri
Mushkilon mein kyun wafa meri
Main hasu na khwahishein teri
Tu roye na yeh dua meri
Jo mujhse door jayegi
To jaana toot jayegi
Yeh duniya hai khayaalon ki
Tu sach mein rooth jayegi
Main tujhse kya chhupaunga
Tu mujhko kya batayegi
Tu jab bhi ankhein band kar le
Saamne mujhko payegi
Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyun hai
Tu ik din mil jaayegi
Yeh mera fitoor hai
Maahi ve jo tu na mila
To phir kya hua
Teri yaadon mein
Main jeeta raha
Tere naam ki jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya