Kahani Suno 2.0 Lyrics

Kahani Suno 2.0 Lyrics Lyrics

“Kahani Suno 2.0” Song Details:

Label: Kaifi Khalil
Singer(s): Kaifi Khalil
Lyricist(s): Kaifi Khalil
Music Director(s): Kaifi Khalil
Genre(s): Other
Music Label: © Kaifi Khalil

Kahani Suno Haan Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Kahani Suno Haan Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha

Deewana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Mein Kitna Fasana Hua
Tere Aane Ki Khushboo Tere Jane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega Ab Zamana Hua
Sadayein Suno Haan Jafayein Suno

Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha

Hai Tamanna Hamein Tumhein Dulhan Banaye
Tere Hathon Pe Mehendi Apne Naam Ki Sajayein
Tere Lele Balaye Tere Sadqe Utarein
Hai Tamana Hamein Tumhein Apna Banaye


Nahi Mushkil Wafa Zara Dekho Yaha
Tere Aankhon Mein Basta Hai Mera Jahan
Kabhi Sun To Zara Jo Me Keh Na Saka
Meri Duniya Tum Hi Ho Tum Hi Aasara

Duaein Suno Sajayein Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Kahani Suno Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha

Mujhe Pyar Hua Tha
Pyaar Hua Tha
Pyaar Hua Tha
Pyaar Hua Tha
Pyaar Hua Tha

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top