Mata Teri Daya Ka Lyrics

Mata Teri Daya Ka Lyrics Lyrics

“Mata Teri Daya Ka” Song Details:

Movie: Sahebzaade (1992)
Singer(s): Kavita Krishnamurthy
Lyricist(s): Hasan Kamal
Composer(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s): Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s): Bhakti
Director(s): Ajay Kashyap
Music Label: © Tips Music
Starring: Sanjay Dutt, Neelam Kothari, Aditya Pancholi
Release on: 3rd April, 1992

Mata teri daya khali
Hota nahi khajana
Mata teri daya khali
Hota nahi khajana
Jo aaye bas lekar aaye
Sharda ka nazrana
Sherawaliye ho jyotawaliye
Sherawaliye ho jyotawaliye
Mata teri daya khali
Hota nahi khajana
Jo aaye bas lekar aaye
Sharda ka nazrana
Sherawaliye ho jyotawaliye
Sherawaliye ho jyotawaliye

Main guide banke aau
Bhule bhatko ko pahunchau
Main guide banke aau
Bhule bhatko ko pahunchau
Main malan bankar aau
Tujhko har phool pahnau
Sherawaliye ho jyotawaliye
Sherawaliye ho jyotawaliye
Gawala bankar aau
Tujhko dudu se nahlau
Main sunar ban kar aau
Sone ka chhatar chadau
Sherawaliye ho jyotawaliye
Sherawaliye ho jyotawaliye

Main jogan banke aau
Main jogan banke aau
Nis din tera jap karau
Main sher banke aau
Tere sawari main ban jau
Sherawaliye ho jyotawaliye
Sherawaliye ho jyotawaliye

Mata teri daya ka khali
Hota nahi khajana
Jo aaye bas lekar aaye
Sharda ka nazrana
Sherawaliye ho jyotawaliye
Sherawaliye ho jyotawaliye.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top