Meri Jawani Meri Dushman Lyrics

Meri Jawani Meri Dushman Lyrics Lyrics

“Meri Jawani Meri Dushman” Song Details:

Movie: Sunehra Sansar (1975)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Poornima
Lyricist(s): Anand Bakshi
Composer(s): Naushad Ali
Music Director(s): Naushad Ali
Genre(s): Kids, Wedding
Director(s): Adurthi Subba Rao
Music Label: © Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Mala Sinha, Hema Malini, Om Prakash,Rajendra Nath ,Priti Sapru ,Sujit Kumar ,Asrani, David Abraham, Ramesh Deo,Seema Deo ,Manorama ,Romesh Sharma ,Shyamlal, Sunder, Moolchand,Sulochana Chatterjee

Udan khatole par sawaar
Aaya koi rajkumaar
Udan khatole par sawaar
Aaya koi rajkumaar

Uske paas khilaune the
Mere sapne saloune the
Woh sab mujhko de gaya
Saath mujhe bhi le gaya
Phir kyaa hua

Meri jawani meri
Dushman bani re dushman
Meri jawani meri
Dushman bani re dushman
Dushman bani
Main raat sapne mein
Dulhan bani re dulhan
Main raat sapne mein
Dulhan bani re

Jhumke kangan payal bindiya
Sab kuch paya khoyi nindiya
Jhumke kangan payal bindiya
Sab kuch paya khoyi nindiya
Mukh se nikali baat ye pehali
Yaad rahegi ye raat ye pehali
Mukh se nikali baat ye pehali
Yaad rahegi ye raat ye
Pehali haay phir kyaa hua
Jhulf na sulji ulji uljan
Bani re uljan uljan bani
Main raat sapne mein
Dulhan bani re dulhan
Meri jawani meri
Dushman bani re haay

Pyaar se ghunght usne hataaya
Sharam se maine deep bhujaya
Pyaar se ghunght usne hataaya
Sharam se maine deep bhujaya
Kuch mat puchho aur saheli
Aap samj lo prem
Paheli haay phir kyaa hua


Ek kali khil ke
Ghulshan bani re
Ghulshan ghulshan bani
Main raat sapne mein
Dulhan bani re dulhan
Main raat sapne mein
Dulhan bani re dulhan
Meri jawani meri dushman
Bani re dushman bani
Phir kyaa hua
Bas phir saadi chhut gayi
Meri nindiya toot gayi.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top