अगर सीने में दिल ना होता Agar Seene Mein Dil Na Hota Lyrics

अगर सीने में दिल ना होता Agar Seene Mein Dil Na Hota Lyrics Lyrics

“Agar Seene Mein Dil Na Hota” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Senjuti Das
Lyricist(s): Laado Suwalka
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Romantic
Music Label: © Zee Music Company

Na Chand Na Taare Na Mulakat Ki Baat Hoti
Na Chand Na Taare Na Mulakat Ki Baat Hoti
Na Dard Ye Doori Na Zazbat Ki Baat Hoti
Na Hota Khalis Ka Ehssas Kabhi Kisiko Ishq Na Hota

Agar Seene Mein Dil Na Hota
Agar Seene Mein Dil Na Hota
Agar Seene Main Dil Na Hota
Kuch Bhi Na Hota Kuch Bhi Na Hota

Na Geet Likhe Jaate Na Mehfile Sajati
Na Kabhi Jaam Khankte Na Mohbtein Khilti
Na Geet Likhe Jaate Na Mehfile Sajati
Na Kabhi Jaam Khankte Na Mohbtein Khilti

Na Yarr Na Tanhai Na Jaam Ki Baat Hoti
Na Fool Na Khushboo Na Barsaat Ki Baat Hoti
Na Bheedti Kabhi Tanhaiya


Apna Koi Ha Judaa Na Hota
Na Gehrti Kabhi Tanhaiya
Apna Koi Na Judaa Na Hota
Apna Koi Na Judaa Na Hota

Agar Seene Mein Dil Na Hota
Agar Seene Mein Dil Na Hota
Kuch Bhi Na Hota Kuch Bhi Na Hota
Kuch Bhi Na Hota Kuch Bhi Na Hota

Na Chand Na Taare Na Mulakat Ki Baat Hoti
Na Dard Ye Doori Na Zazbat Ki Baat Hoti
Na Hota Khalis Ka Ehssas Kabhi Kisiko Hona Ho
Na Hota Khalis Ka Ehssas Kabhi Kisiko Ishq Na Hota

Agar Seene Mein Dil Na Hota
Agar Seene Mein Dil Na Hota
Agar Seene Mein Dil Na Hota
Kuch Bhi Na Hota Kuch Bhi Na Hota

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top