आज से पेहेले Aaj Se Pehle Lyrics

आज से पेहेले Aaj Se Pehle Lyrics Lyrics

“Aaj Se Pehle” Song Details:

Movie: Ekta (2019)
Singer(s): Armaan Malik
Lyricist(s): Dr. Devendra Kafir
Composer(s): Daboo Malik
Music Director(s): Daboo Malik
Genre(s): Love, Romantic
Director(s): G. Suman Reddy
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Salil Ankola, Navneet Kaur Dhillon, Avneet Kaur
Release on: 8th November, 2019

Aaj se pehle aisa hua na
Dil ko kisi ne aise chhua na
Khamoshi se dil mein aake
Shor kisi ne aisa kiya na

Hai dhadkan badli huyi
Seene mein ek halchal hai
Tumhi se meri duniya hai
Tumhi se meri manzil hai

Aaj ae pehle aisa hua na
Dil ko kisi ne aise chhua na

Main dekhun jo tumko kahe dil mera
Har pal tumhein dekhta hi rahun
Yeh na jane kya ho gaya hai mujhe
Bole yeh dil tere sath rahun
Jaaun tumhein chhodkar ab na kahin main

Hai dhadkan badli huyi
Seene mein ek halchal hai
Tumhi se meri duniya hai
Tumhi se meri manzil hai


Aaj ae pehle aisa hua na
Dil ko kisi ne aise chhua na

Yeh aankhein khulein jab bhi meri subah
Tu hi nazar mujhko aane laga
Yeh shayad tere pyar ka rang hai
Har lamha jo mujhpe chhane laga
Lagta hai rehne laga hai tu mujhi mein

Hai dhadkan badli huyi
Seene mein ek halchal hai
Tumhi se meri duniya hai
Tumhi se meri manzil hai

Aaj ae pehle aisa hua na
Dil ko kisi ne aise chhua na.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top