“Aap Jaisa Koi” Song Details:
| Movie: | An Action Hero |
| Singer(s): | Zahrah S Khan, Altamash Faridi |
| Lyricist(s): | Indeevar, Tanishk Bagchi |
| Music Director(s): | Tanishk Bagchi |
| Genre(s): | Item Number |
| Director(s): | Anirudh Iyer |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Ayushmann Khurrana, Rachit Jadoun, Mirabel Stuart |
| Release on: | 2nd December, 2022 |
Phool ko bahar bahar ko chaman
Dil ko dil badan ko badan
Har kisi ko chahiye
Taan maan ka milan
Kaash mujh par aisa
Dil aapka bhi aaye
Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye
Jaane humein yeh kya ho gaya
Madhosh hum ho gaye
Woh ho sara jaha yun bhul ke
Baahon mein hum kho gaye
Main insaan hun farishta nahi
Dar hain behak na jaaun kahin
Tanha dil na sambhalega
Pyaar bina yeh tadpega
Aap sa kahan hain
Dil aapko hi paaye
Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye
Aap jaisa koyi meri
Zindagi mein aaye
Toh baat ban jaaye
Aha baat ban jaaye.


