आया करो Aaya Karo Lyrics

आया करो Aaya Karo Lyrics Lyrics

“Aaya Karo” Song Details:

Label: White Hill Beats
Singer(s): Papon, Shruti Rane
Lyricist(s): Vishwas Rane
Music Director(s): Shruti Rane
Genre(s): Romantic
Music Label: © White Hill Beats

Mere khwaab mein yun aaya karo
Sang mithe lamhein laaya karo
Haaye ishara kiya tha nigahon se
Yuhi na bana main deewana

Mere khwaab mein yun aaya karo
Sang mithe lamhein laaya karo
Aaya karo aaya karo

Aaye ho toh pyaar ki
Do baatein karlo
Lamhein joh mile hain
Thodi aahein bharlo

Haaye aaye ho toh pyaar ki
Do baatein karlo
Lamhein joh mile hain
Thodi aahein bharlo


Izahaar ke do labz
Dil hi dil mein
Na aise chupaya karo

Mere khwaab mein yun aaya karo
Sang mithe lamhein laaya karo
Haaye ishara kiya tha nigahon se
Yuhi na bana main deewana

Mere khwaab mein yun aaya karo
Aaya karo aaya karo
Aaya karo aaya karo

Maahi mere mahiya tu maan ja
Maahi mere mahiya tu maan ja
Maahi mere mahiya tu maan ja
Maahi mere mahiya tu maan ja.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top