आहिस्ता आहिस्ता Aahista Aahista Lyrics

आहिस्ता आहिस्ता Aahista Aahista Lyrics Lyrics

“Aahista Aahista” Song Details:

Label: White Hill Beats
Singer(s): Saaj Bhatt
Lyricist(s): Amjad Nadeem
Music Director(s): Amjad Nadeem Aamir
Genre(s): Love
Music Label: © White Hill Beats
Starring: Shoaib Ibrahim, Shruti Bakshi

Aahista aahista
Aise dil ko kisi ne chhua hi nahi
Aise dil ko kisi ne chhua hi nahi
Jaise ab ho raha hai hua hi nahi

Ishq karte ho toh phir jataya karo
Ishq karte ho toh phir jataya karo
Raaz dil humse yoon na chhupaya karo

Aahista aahista
Aahista aahista hum tumhare hue
Aahista aahista hum tumhare hue
Yun na nazron se humko churaya karo
Dekh kar hum tumhein fanaa ho gaye
Yun na chehre se zulfein hataya karo
Aahista aahista

Takte hain jab tumko chup chup ke
Dhadkan chale meri rukk rukk ke
Takte hain jab tumko chup chup ke
Dhadkan chale meri rukk rukk ke
Paas rehte ho tum mere dil ban ke
Chain lunga tujhe haasil karke


Baat dil ki zara tum suna toh karo
Haan baat dil ki zara tum suna toh karo
Jaan haazir hai tum bas ishaara karo

Aahista aahista
Aahista aahista hum tumhare hue
Aahista aahista hum tumhare hue
Yun na nazron se humko churaya karo
Dekh kar hum tumhein fanaa ho gaye
Yun na chehre se zulfein hataya karo
Aahista aahista.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top