इतने पास Itne Paas Lyrics

इतने पास Itne Paas Lyrics Lyrics

“Itne Paas” Song Details:

Label: Musiq Pie
Singer(s): Arunita Kanjilal
Lyricist(s): Mismi Bose, Rahul Dayal
Composer(s): Rahul Dayal
Music Director(s): Pawandeep Rajan
Genre(s): Playful
Music Label: © Musiq Pie

Tum Etne Khas Dil Ke Paas
Aa Gaye Aur Leliya Mera Naam
Tum Etne Khas Dil Ke Paas
Aa Gaye Aur Leliya Mera Naam

Suni Suni Rahon Ke Pare
Ek Naya Jaha Basayenge
Anjane Khwabon Ko Liye
Tere Karib Aayenge

Tum Etne Khas Dil Ke Paas
Aa Gaye Aur Leliya Mera Naam

Chal Jo Rahi Ye Hawayein
Dur Kahi Le Jaye Jo Hamein
Palke Jhukaye Dhunde
Tumhe Hi Nazar Jo Aaye


Ki Sansein Thum Gai Kahani Ban Gayi
Ye Dil Ki Batein Dil Mein Hi Rahi

Tum Etne Khas Dil Ke Paas
Aa Gaye Aur Leliya Mera Naam

Suni Suni Rahon Ke Pare
Ek Naya Jaha Basayenge
Anjane Khwabon Ko Liye
Tere Karib Aayenge

Tum Etne Khas Dil Ke Paas
Aa Gaye Aur Leliya Mera Naam

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top