ऊँची ऊँची दुनिया की दीवारे Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein Lyrics

ऊँची ऊँची दुनिया की दीवारे Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein Lyrics Lyrics

“Oonchi Oonchi Duniya Ki Deewarein” Song Details:

Movie: Nagin
Singer(s): Lata Mangeshkar
Lyricist(s): Rajendra Krishan
Composer(s): Hemant Kumar
Music Director(s): Hemant Kumar
Genre(s): Ghazal
Director(s): Nandlal Jaswantlal
Music Label: © Saregama
Starring: Vyjayanthimala, Pradeep Kumar, Jeevan

Unchi unchi duniya ki
Deeware sainyaa
Tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye
Sara jag chhod ke
Unchi unchi duniya ki
Deeware sainyaa
Tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye
Sara jag chhod ke

Yaar mila dildaar mila
Mujhe ek nayaa sansaar mila
Yaar mila dildaar mila
Mujhe ek nayaa sansaar mila
Jhoomti bahaar aayi
Dil ko qaraar mila
Jhoomti bahaar aayi
Dil ko qaraar mila
Jaane na doongi mukh
Mod ke ji mod ke
Main aayi re
Tere liye sara jag chhod ke
Unchi unchi duniya ki
Deeware sainyaa
Tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye
Sara jag chhod ke

Raat nayi har baat nayi
Hai taaron ki baaraat nayi
Raat nayi har baat nayi
Hai taaron ki baaraat nayi
Ik nayi duniyaa mein
Huyi mulaaqaat nayi
Ik nayi duniyaa mein
Huyi mulaaqaat nayi
Jaane na doongi mukh
Mod ke ji mod ke
Main aayi re
Tere liye sara jag chhod ke
Unchi unchi duniya ki
Deeware sainyaa
Tod ke ji tod ke
Main aayi re tere liye
Sara jag chhod ke
Main aayi re tere liye
Sara jag chhod ke.


Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top