ए काश Ae Kaash Lyrics

ए काश Ae Kaash Lyrics Lyrics

“Ae Kaash” Song Details:

Label: Salim Sulaiman
Singer(s): Salman Ali
Lyricist(s): Shraddha Pandit
Composer(s): Salim-Sulaiman
Music Director(s): Salim-Sulaiman
Genre(s): Sad
Music Label: © Salim Sulaiman
Starring: Salman Ali, Mateena Rajput

Dil Ijaazat Maang Ke Ishq Nahin Karta
Barbaadi Ka Tamasha Dekhna Iski Puraani Aadat Hai

Ae Kaash Pehle Tujhe Thoda Toh Samjha Hota
Tere Har Iraade Ko Bhi Pehle Se Parkha Hota
Teri Bewafai Pe Phir Yun Na Tadap Ke Rota
Ae Kaash Pehle Tujhe Thoda Toh Samjha Hota

Mausam Ki Tarah Hi Badlogi Aise Tum
Ek Pal Bhi Socha Nahi Tha
Aankhon Mein Teri Kyun Maine Padha Nahi
Kya Tha Galat Kya Sahi Tha

Is Tarah Toota Hun Main
Ke Mushkil Hai Simatna


Tere Ishq Mein Na Hote Toh Kitna Behtar Hota
Mujhko Khuda Ne Baksha Koi Aisa Rahbar Hota
Teri Bewafaai Pe Phir Yun Na Tadap Ke Rota
Ae Kaash Pehle Tujhe Thoda Toh Samjha Hota

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top