औरों में कहां दम था (टाइटल ट्रैक) Auron Mein Kahan Dum Tha (Title Track) Lyrics

औरों में कहां दम था (टाइटल ट्रैक) Auron Mein Kahan Dum Tha (Title Track) Lyrics Lyrics

“Auron Mein Kahan Dum Tha (Title Track)” Song Details:

Movie: Auron Mein Kahan Dum Tha
Singer(s): Ajay Devgn
Lyricist(s): Manoj Muntashir
Music Director(s): M. M. Kreem
Genre(s): Shayari
Director(s): Neeraj Pandey
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Ajay Devgn, Tabu, Jimmy Shergill
Release on: 5th July, 2024

Jab Dil Se Dhuaan Utha Barsaat Ka Mausam Tha
Sau Dard Diye Usne Jo Dard Ka Mehram Tha
Humne Hi Sitam Dhaaye Humne Hi Qahar Tode
Dushman The Hum Hi Apne Auron Mein Kahan Dum Tha

Milta Hai Jo Kisson Mein Woh Pyaar Diya Tune
Hum Phir Bhi Rahe Khali Hum Phir Bhi Rahe Sune
Do Boond Ki Baarish Tu Hum Pyaas The Sehra Ki
Jitna Hi Tujhe Paaya Utna Hi Humein Kam Tha
Dushman The Hum Hi Apne Auron Mein Kahan Dum Tha

Koi Aadha Adhoora Sa Vaada Humein Yaad Aaya
Khat Likhne Tujhe Baithe Kya Kya Humein Yaad Aaya
Likha To Bahut Kuch Tha Par Bheja Nahi Humne
Chooke Jo Zara Dekha Kaagaz Woh Bahut Nam Tha
Dushman The Hum Hi Apne Auron Mein Kahan Dum Tha

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top