कसम से Kasam Se Lyrics

कसम से Kasam Se Lyrics Lyrics

“Kasam Se” Song Details:

Label: Armaan Malik
Singer(s): Armaan Malik
Lyricist(s): Kunaal Vermaa
Music Director(s): Amaal Mallik
Genre(s): Love
Music Label: © Armaan Malik
Starring: Armaan Malik, Aashna Shroff

Kasam Se Tujhse Jo Pyar Hua
Dil Had Se Par Hua Kya Jane Yaar Hua

Kasam Se Hoon Main Ruka Hua
Teri Hi Galiyon Mein Sadakon Pe
Raston Pe Ab Intezaar Hua

Rahun Hosh Mein Ya Behosh Hoon
Tujhe Soch Ke Muskurata Rahun
Kahe Jo Mujhe Mazaakon Mein Tu
Woh Baatein Main Sach Man Loon

Kasam Se Kasam Se
Kasam Se Tera Hoon Sab Se Kahun
Kasam Se Kasam Se
Kasam Se Bin Tere Ab Na Jiyu
Kasam Se


Kasam Se Tu Jab Se Yaad Hua
Sab Tere Baad Hua Yeh Apne Aap Hua
Kasam Se Yeh Bhi Kamaal Hua
Dhoondha Jise Maine Khwaabon
Khayalon Mein Woh Mera Aaj Hua

Jo Ho Baat Yeh Mere Haath Mein
Toh Main Har Janam Mein Tujhe Mang Loon
Jahaan Se Kabhi Chala Jaaun Main
Samajhna Tere Saath Hoon

Kasam Se Kasam Se
Kasam Se Tera Tha Tera Rahun
Kasam Se Kasam Se
Kasam Se Bin Tere Ab Na Jiyu

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top