काँटा लगा रे Kaanta Lagaa Re Lyrics

काँटा लगा रे Kaanta Lagaa Re Lyrics Lyrics

“Kaanta Lagaa Re” Song Details:

Album/Label: Himesh Ke Dil Se
Singer(s): Rupali Jagga
Lyricist(s): Himesh Reshammiya
Music Director(s): Himesh Reshammiya
Genre(s): Dance
Director(s): Himesh Reshammiya
Music Label: © Himesh Reshammiya Melodies
Starring: Rupali Jagga
Release on: 3rd July, 2021

Tujhse din tujhse raat
Bahek rahe hai mere jazbaat

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re


Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Tu aur main main aur tu
Hum dono jaise hawa aur khushboo
Tere naam ki maala japti hu main
Pal pal angaron pe tapti hu main
Tere naam ki maala japti hu main
Pal pal angaron pe tapti hu main

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Jabse pagal ho gayi main pyar mein
Tabse kuch bhi raha na ekhtihaar mein
Jabse pagal ho gayi main pyar mein
Tabse kuch bhi raha na ekhtihaar mein

Oh jaalima main harghadi
Teri raah dekhu intezaar mein

Tere naino pe main haari
Tujhpe hi jaau main waari
Teri ankho mein sajana
Meri duniya ye hai saari

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Teri meri yaari nirali
Har ek pal bekhayali
Rehti khayalon mein mere piya
Ek tere bin na jaaye jiya

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re

Laga laga laga laga
Laga laga laga laga
Laga laga laga laga re

Dil mein tere pyar ka
Kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re
Kaanta kaanta laga re.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top