कोई बात नहीं Koi Baat Nahi Lyrics

कोई बात नहीं Koi Baat Nahi Lyrics Lyrics

“Koi Baat Nahi” Song Details:

Label: White Hill Beats
Singer(s): Saaj Bhatt
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Music Director(s): Amjad Nadeem Aamir
Genre(s): Playful
Music Label: © White Hill Beats

Tere Dil Se Mere Dil Tak Koi Sadak Aati Hogi
Tere Dil Se Mere Dil Tak Koi Sadak Aati Hogi
Thodi Mushkil Par Phir Bhi Manzil Talak Aati Hogi
Uspe Chal Ke Aajao Na Tum Mere He Ho Jao Na

Main Yeh Sau Dafa Tujhse Kehta Raha
Tune Kuch Bhi Suna He Nahi
Main Tera Tha Main Tera Hu
Tu Mera Nahi Koi Baat Nahi

Tu Mujh Mein Tha Tu Mujh Mein Hai
Mai Tujhmein Nahi Koi Baat Nahi
Koi Baat Nahi

Tu Kahi Bhi Ja Mujhe Hai Khabar
Tere Haal Se Nahi Main Bekhabar
Tu Kahi Bhi Ja Mujhe Hai Khabar
Tere Haal Se Nahi Main Bekhabar


Tu Nazar Mein Tha Tu Nazar Mein Hai
Tu Nazar Chura Nahi Hai Fikar
Saase Banke Aa Jao Na
Zindagi He Ban Jao Na

Main Yeh Sau Dafa Tujhse Kehta Raha
Tune Kuch Bhi Suna He Nahi
Main Tera Tha Main Tera Hu
Tu Mera Nahi Koi Baat Nahi

Mujhe Ishq Tha Mujhe Ishq Hai
Tujhe Ishq Nahi Koi Baat Nahi
Koi Baat Nahi

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top