गलती Galti Lyrics

गलती Galti Lyrics Lyrics

“Galti” Song Details:

Label: Brown Pitch
Singer(s): Inaam
Lyricist(s): Inam Ul Haq
Composer(s): Inam Ul Haq
Music Director(s): Vikaas Vishwakarma, Shahzan Mujeeb
Genre(s): Sad
Music Label: © Brown Pitch
Starring: Sanjana Singh, Monis Khan, Deepak Sharma

Galti main karunga
Toh kaun karega
Maaf tu naa kare
Toh kaun karega

Mere maula, maula
Mere maula, maula
Mere maula, maula
Mere maula, maula

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna


Mere maula, maula maula
Mere maula, maula maula
Mere maula, maula maula
Mere maula, maula maula

Tune mujhe bheja yahan
Ibadat ke vaaste
Main hu maula chalta raha
Gunaaho ke raaste

Iss khaak ko hidayaat de maula
Iss khaak me milne se pehle
Gunaahon ko mere maaf kar
Meri jaan nikalne se pehle

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna

Mere maula, maula maula
Mere maula, maula maula
Mere maula, maula maula
Mere maula, maula maula

Rasta main wo chalun
Joh tu dikhaaye maula
Tujhse hi ab darun
Han maula mere maula

Kismaat se ladta raha
Jaane kyun mere maula
Jis din main khudse jeet jaun
Sabse jeet jaun maula

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna

Sab kuch tune hai diya
Joh naa maanga wo diya
Maine apni haishiyaat se maanga
Tune apni shaan se diya

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna

Maula mujhko maaf karna
Iss dil ko saaf karna
Iss bande ki galtiyon ko
Tu nadaani samjhna

Mere maula

Galti, galti alfaaz hi galat hai
Tazurba asli matlab hai
Jis galti ko dohraya jaye bar bar
Samajh lena wohi mohbbat hai.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top