चाँद आधा आधा क्यों है Chand Aadha Aadha Kyun Hai Lyrics

चाँद आधा आधा क्यों है Chand Aadha Aadha Kyun Hai Lyrics Lyrics

“Chand Aadha Aadha Kyun Hai” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Shivang Mathur
Lyricist(s): Laado Suwalka
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Love
Music Label: © Zee Music Company

Aaj Aasman Pe Wo
Chand Aadha Aadha Kyun Hai
Ji Bhar Ke Tujhe Takne Ka
Iraada Iraada Kyun Hai

Aaj Aasman Pe Wo
Chand Aadha Aadha Kyun Hai
Ji Bhar Ke Tujhe Takne Ka
Iraada Iraada Kyun Hai

Siwa Tere Naa Dekhunga Aur Kisi Ko
Siwa Tere Naa Dekhunga Aur Kisi Ko

Aaj Kal Khud Se Hi
Aisa Waada Waada Kyun Hai
Aaj Aasman Pe Wo
Chand Aadha Aadha Kyun Hai

Ji Bhar Ke Tujhe Takne Ka
Iraada Iraada Kyun Hai


Chal Ungli Se Har Sitaare Pe
Aaj Apna Naam Likhenge
Chhod Aayenge Phalak Pe
Mohabbat Ke Hum Nishan
Haan Sadiyon Talak Zinda
Hum Bhi Rahenge Wahan

Poochh Raha Kabse Kabse
Dil Mera Tujhse Tujhse
Krishn Ke Naam Ke Pehle
Krishn Ke Naam Ke Pehle
Krishn Ke Naam Ke Pehle
Raadha Kyun Hai
Raadha Kyun Hai
Raadha Kyun Hai

Krishn Ke Naam Se Pehle
Raadha Raadha Raadha Kyun Hai

Aaj Aasman Pe
Chand Aadha Aadha Kyun Hai

Siwa Tere Naa Dekhunga Aur Kisi Ko
Siwa Tere Naa Dekhunga Aur Kisi Ko

Aaj Kal Khud Se Hi
Aisa Waada Waada Kyun Hai Kyun Hai

Aaj Aasman Pe Wo
Aaj Aasman Pe
Chand Aadha Aadha Kyun Hai Kyun Hai

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top