चाँद नज़र आया Chand Nazar Aaya Lyrics

चाँद नज़र आया Chand Nazar Aaya Lyrics Lyrics

“Chand Nazar Aaya” Song Details:

Label: Vats Records
Singer(s): Raj Mawar, Meenakshi Panchal
Lyricist(s): Parhlad Phagna
Music Director(s): Gulshan Music
Genre(s): Love
Music Label: © Vats Records
Starring: Armaan Malik, Kritika Malik

Sharmake Jo Tumne
Ghunghata Uthaaya
Sharmake Jo Tumne
Ghunghata Uthaaya

Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya
Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya

Hain Laazmi Tareef Tumhari
Baatein Labon Pe Thehri Hai Saari
Meri Saanson Pe Maine Tera Naam Likhaya

Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya
Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya


Jeena Tumhi Se
Sikha Hai Humne
Marna Tumhare
Sang Saathiyaa

Tumhi Ne Sajayen
Meri Zindagi Mein
Prem Ke Saare
Rang Saathiyaa

Prem Ke Saare
Rang Saathiyaa

Jamane Se Ladke
Maine Tumko Hai Paya
Jamane Se Ladke
Maine Tumko Hai Paya

Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya
Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya

Wafaon Ke Jhulein Hain
Baanhon Mein Teri
Ankhein Muhobbat Ka Aaina Hai

Jaan Ho Tum
Jaan Hamari Hum Toh Kasam Se
Tumhi Pe Fana Hain
Hum Toh Kasam Se
Tumhi Pe Fana Hain

Lafzon Mein Meet Mere
Prem Jaaye Naa Bataaya
Lafzon Mein Meet Mere
Prem Jaaye Naa Bataaya

Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya
Chand Nazar Aaya
Ho Mera Chand Nazar Aaya

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top