“Chaudhavi Shab” Song Details:
| Web Series: | Heeramandi: The Diamond Bazaar |
| Singer(s): | Shreya Ghoshal |
| Lyricist(s): | A.M. Turaz |
| Composer(s): | Sanjay Leela Bhansali |
| Music Director(s): | Sanjay Leela Bhansali |
| Genre(s): | Classical |
| Director(s): | Sanjay Leela Bhansali |
| Music Label: | © Bhansali Music |
| Starring: | Manisha Koirala, Sonakshi Sinha, Aditi Rao Hydari |
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Haye Pani Mein Haye Pani Mein Kon Jalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Dard Aisa Ke Hansi Aati Hai
Saans Seene Mein Fasi Jaati Hai
Jisme Kantein Bichhe Ho Manzil Tak
Jisme Kantein Bichhe Ho Manzil Tak
Aise Raste Pe Kon Chalta Hai
Haye Pani Mein Haye Pani Mein
Haye Pani Mein Kon Jalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Jeeta Hua Ishq Haar Baithe Hain
Isi Tarah Dil Ko Maar Baithe Hai
Jaise Hamne Male Hai Haath Apne
Jaise Hamne Male Hai Haath Apne
Aise Hathon Ko Kon Malta Hai
Haye Pani Mein
Haan Haye Pani Mein Kon Jalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai
Chaudhavi Shab Ko Kahan Chand Koi Dhalta Hai


