जवान हो तुम हसीं हूँ मैं Jawaan Ho Tum Haseen Hun Main Lyrics

जवान हो तुम हसीं हूँ मैं Jawaan Ho Tum Haseen Hun Main Lyrics Lyrics

“Jawaan Ho Tum Haseen Hun Main” Song Details:

Movie: Shahi Lutera (1965)
Singer(s): Suman Kalyanpur
Lyricist(s): Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Composer(s): Bulo C. Rani
Music Director(s): Bulo C. Rani
Genre(s): Playful
Director(s): Akkoo
Music Label: © Saregama
Starring: Chitra, Azad, Indira, Nirmal Anand, Tiwari

Jawaan ho tum haseen hun main
Kahi ho tum kahi hun main
Idhar dekho ek nazar toh
Idhar dekho o jawaan ho tum
Haseen hun main kahi ho tum
Kahi hun main idhar dekho
Ek nazar toh idhar dekho


Chale aao charaagh e dil
Jalaya hai in raaho mein
Na dekhega koi tumko
Chhupa lungi nigaaho mein
Chhup chhup ke aa iss mehfil mein
Idhar dekho ek nazar toh
Idhar dekho
Jawaan ho tum haseen hun main
Kahi ho tum kahi hun main
Idhar dekho ek nazar toh
Idhar dekho

Haseen gaalo pe kala til
Hai daag e dil hazaaron kaa
Main qaatil hun ye kehnaa hai
Meri aankhon ke maaron kaa
Bach bachke aa iss mehfil mein
Idhar dekho ek nazar toh
Idhar dekho o
Jawaan ho tum haseen hun main
Kahi ho tum kahi hun main
Idhar dekho ek nazar toh
Idhar dekho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top