जिये तो जिये कैसे 2.0 Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Lyrics

जिये तो जिये कैसे 2.0 Jiye Toh Jiye Kaise 2.0 Lyrics Lyrics

“Jiye Toh Jiye Kaise 2.0” Song Details:

Label: Ishtar Music
Singer(s): Stebin Ben
Lyricist(s): Sanjeev Chaturvedi
Music Director(s): Sanjeev Chaturvedi, Ajay Keswani
Genre(s): Sad
Music Label: © Ishtar Music
Starring: Shoaib Ibrahim, Dipika Kakar Ibrahim

Aankhon mein nami hai
Bas teri kami hai
Hai khafa khafa yeh zindagi

De ja rihayi yaara
Iss zindagi se
Jisme tu shaamil nahi

Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke
Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke

Lagta nahi dil
Kahi bin aapke haaye
Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke


Haathon se haath chuta
Har ek khwaab toota
Bikhra sa hu main tere bina

Haathon se haath chuta
Har ek khwaab toota
Bikhra sa hu main tere bina

Tere bina mera
Koi bhi nahi
Koi bhi nahi

Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke
Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke

Kaise batlaun tujhe
Kitna main chahun
Agar tu na mila toh
Main mar hi na jaun

Tu hi mera hain junoon
Tu hi mera hain sukoon

Tere bina ek pal
Ab jee na sakoon
Tere bina ek pal
Ab jee na sakoon

Tere bina ek pal
Ab jee na sakoon
Tere bina ek pal
Ab jee na sakoon

Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke
Jiye toh jiye kaise
Haaye bin aapke.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top