जैसे सावन Jaise Savan Lyrics

जैसे सावन Jaise Savan Lyrics Lyrics

“Jaise Savan” Song Details:

Movie: Jugjugg Jeeyo
Singer(s): Tanishk Bagchi, Zahrah S Khan
Lyricist(s): Tanishk Bagchi
Music Director(s): Tanishk Bagchi
Genre(s): Sad
Director(s): Raj Mehta
Music Label: © T-Series
Starring: Varun Dhawan, Kiara Advani, Anil Kapoor, Neetu Kapoor
Release on: 24th June, 2022

Koi judaa na ho kisi se kabhi
Koi baki na ho baatein ankahin

Jise chahe yeh dil
Woh ruthe agar
Tu manale use jhoota sahi
Jhoota hi sahi
Mere liye toh ajao na

Jaise savan phir se aate hai
Tum bhi aao na
Jaise badal ghir ke aate hai
Tum bhi aao na

Jaise savan phir se aate hai
Tum bhi aao na
Jaise badal ghir ke aate hai
Tum bhi aao na


Ja rahi main teri hoke
Shikve saare khoke
Sang le chali hoon beeta lamha
Aadatein yeh thi jo meri
Ho gayi hai saari teri
Kaise tu kahega khudko tanha

Iss baar jab jaoge tum
Mujhe sang le jao na

Jaise savan phir se aate hai
Tum bhi aao na
Jaise ghadiyan ruk jaati hai
Tum bhi jao na.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top