तन्हा है दिल Tanha Hai Dil Lyrics

तन्हा है दिल Tanha Hai Dil Lyrics Lyrics

“Tanha Hai Dil” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Shaan
Lyricist(s): Praveen Bhardwaj
Music Director(s): Praveen Bhardwaj
Genre(s): Love
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Mohit Heda, Baljeet Kaur, Shweta Kothari

Sota nahi hu ab raaton mein
Duba hu bas teri yaadon mein
Aana nahi hain bas teri baaton mein
Kab tak main dekhu tujhe khwabon mein

O humsafar aake tu mil
Tanha dil tanha hai dil
O humsafar aake tu mil
Tanha dil tanha hai dil

Kyun ye guroor hain
Kyun mujhse door hain
Kuch na kuch tere dil mein
Baat to zaroor hain

Bas tu hi hoor hain ye bhi fitur hain
Par kya karu main mera dil majboor hain


Jeena hua ab muskil
Tanha dil tanha hai dil
O humsafar aake tu mil
Tanha dil tanha hai dil

Tu mere paas ho hathon mein hath ho
Thode se badal thodi thodi barsaat ho
Bheegi si raat ho par thodi pyas ho
Jo na socha ho kabhi aisi mulakaat ho

Sun le zara o katil
Tanha dil tanha hai dil

Sota nahi hu ab raaton mein
Duba hu bas teri yaadon mein
Aana nahi hain bas teri baaton mein
Kab tak main dekhu tujhe khwabon mein

O humsafar aake tu mil
Tanha dil tanha hai dil
O humsafar aake tu mil
Tanha dil tanha hai dil.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top