तुझसे प्यारा दुनिया में कोई नहीं Tujhse Pyaara Duniya Mein Koi Nahin Lyrics

तुझसे प्यारा दुनिया में कोई नहीं Tujhse Pyaara Duniya Mein Koi Nahin Lyrics Lyrics

“Tujhse Pyaara Duniya Mein Koi Nahin” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Shahid Mallya
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Music Director(s): Anu Malik
Genre(s): Playful
Music Label: © Zee Music Company

Tujhse Pyara Toh Duniya Mein Koi Nahi
Ho Bhi Toh Main Use Maanta Hi Nahi
Tujhse Pyara Toh Duniya Mein Koi Nahi
Ho Bhi Toh Main Use Maanta Hi Nahi

Bas Tujhe Chahana Hi Hai Kaafi Mujhe
Bas Tujhe Chahana Hi Hai Kaafi Mujhe
Main Kisi Aur Ko Chahta Hi Nahi
Ho Bhi Toh Main Use Maanta Hi Nahi

Meri Marzi Nahi Dil Ki Marzi Hai Ye
Mat Samajh Tu Mera Ishq Farzi Hai Ye
Ho Meri Marzi Nahi Dil Ki Marzi Hai Ye
Mat Samajh Tu Mera Ishq Farzi Hai Ye

Ishq Hai Tujhse Toh Kya Karu Hai Toh Hai
Main Na Karta Magar Dil Ki Arzi Hai Ye


Tujhse Tujhko Hi Toh Maanga Hai Bas
Tujhse Kuch Aur Main Maangta Hi Nahi
Bas Tujhe Chahana Hi Hai Kaafi Mujhe
Bas Tujhe Chahana Hi Hai Kaafi Mujhe

Main Kisi Aur Ko Chahta Hi Nahi
Ho Bhi Toh Main Use Maanta Hi Nahi
Tujhse Pyara Toh Duniya Mein Koi Nahi
Ho Bhi Toh Main Use Maanta Hi Nahi

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top