तुम ख़फ़ा हो गए Tum Khafa Hogaye Lyrics

तुम ख़फ़ा हो गए Tum Khafa Hogaye Lyrics Lyrics

“Tum Khafa Hogaye” Song Details:

Label: The Kumar Sanu Official
Singer(s): Kumar Sanu, Sandy Kaur
Lyricist(s): Ahmad Siddiqui
Music Director(s): Raja Ali
Genre(s): Sad
Music Label: © The Kumar Sanu Official
Starring: Gazi Imaan, Olga Maltceva

Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye
Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye

Kabhi Tujhko Rulaya Hai Maine
Bhoolkar Bhi Sataya Hai Maine
Phir Tujhe Kya Hogya
Door Kyun Mujhse Gaya
Mudd Ke Bhi Dekha Nahi

Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye
Kabhi Tujhko Rulaya Hai Maine
Bhool Kar Bhi Sataya Hai Maine
Phir Tujhe Kya Hogya
Door Kyun Mujhse Gaye
Mudd Ke Bhi Dekha Nahi

Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye
Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye


Teri Judaai Se Aankhen Bhar Aayi Hain
Itna Karo Na Mujhpe Shitam
Teri Judaai Se Aankhen Bhar Aayi Hain
Itna Karo Na Mujhpe Shitam

Laut Ke Na Aaya Jo Mai Toh Mar Hi Jaungi
Khati Hun Tere Pyar Ki Kasam

De Dilasha Aake Mere Dil Ko
Kadmon Me Rakhde Manzil Ko

Humsafar Tu Hi Mera
Rahebar Tu Hi Mera Fir Teri Kyun Hai Kami

Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye
Tum Khafa Hogaye Be Wajah Hogaye
Aisa Kya Kar Diya Bewafa Hogaye

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top