तुम मेरे Tum Mere Lyrics

तुम मेरे Tum Mere Lyrics Lyrics

“Tum Mere” Song Details:

Label: Indie Music Label
Singer(s): Darshan Raval
Lyricist(s): Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
Composer(s): Darshan Raval
Music Director(s): Lijo George
Genre(s): Love
Music Label: © Indie Music Label
Starring: Darshan Raval, Lijo George, Arbaaz Khan

Girl your love is all i ever need
Oh girl your smile
Makes me weak at my knees
My heart goes hmm oh
Oh ho ho oh ho ho oh ho ho

Tumne humko yeh kya kar diya
Tum jahan chal diye
Dil wahan chal diya

Tumne humko yeh kya kar diya
Tum jahan chal diye
Dil wahan chal diya

Teri raahon ko takte
Chand taare sab nikal aaye
Mita do dooriya yeh
Raat yuhi na guzar jaaye


Ho tum mere gaale lag jaao
Main saare dard bhula dunga
Bhula dunga main khud ko

Tum mere marham ban jaao
Yeh saare zakhm bhula dunga
Bhula dunga main khud ko

Girl your love is all i ever need
Oh girl your smile
Makes me weak at my knees
My heart goes hmm oh
Oh ho ho oh ho ho oh ho ho

Sach tu bane jhootha main banu
Rabb se joh maange duaa main banu
Khud ko bhula ke tera main banu
Chaahat hain meri

Chhu le joh tujhe wo hawa main banu
Teri khushiyon wajah main banu
Tere har din ki subah main banu
Kismat ho meri

Yeh aankhein neend se jab bhi khule
Tum hi nazar aao
Sirhaane rakh ke soya khwaab jo main
Sach bhi kar jaao oh oh

Tum mere gaale lag jaao
Main saare dard bhula dunga
Bhula dunga main khud ko

Tum mere marham ban jaao
Yeh saare zakhm bhula dunga
Bhula dunga main khud ko

Girl your love is all i ever need
Oh girl your smile
Makes me weak at my knees
My heart goes hmm oh
Oh ho ho oh ho ho hmm oh ho ho.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top