तेरा यूँ Tera Yun Lyrics

तेरा यूँ Tera Yun Lyrics Lyrics

“Tera Yun” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Saaj Bhatt, Anupama Raag, Danish Sabri
Lyricist(s): Azeem Shirazi
Music Director(s): Anupama Raag
Genre(s): Romantic
Music Label: © Zee Music Company
Starring: Zaid Darbar, Onima Kashyap

Aashiqana si hai
Yeh nigahe hai meri
Mere baare main
Itna naa socha karo

Qafirana si hai
Sari batein meri
Mere bare main
Itna naa socha karo

Jaan le baazi hai
Dono aankhe yeh teri
Jaan le baazi hai
Dono aankhe yeh teri

Sadka aankho ka
Tum utara toh karo


Isqadar bhi haasi
Koi hota hai kya
Iss tarah khulke na
Muskuraaya karo

Tera yun dekhna meri jaan
Kya maaza de gaya dilruba

Dil dhadak jaayega
Ishq ho jaayega
Jaan leni hai kya kuch
Toh samjha karo

Tera yun dekhna meri jaan
Kya maza de gaya dilruba

Aaine main zara
Khudko dekho kabhi
Aaina khud batayega
Kaise ho tum

Dil fida tumpe yun hi
Nahi ho gaya
Ishq kehta hai khud
Ishq jaise ho tum

Aab izajaat ki koi
Zaroorat nahi
Bedhadak mujhse milne ki
Tum aaya karo

Tera yun dekhna meri jaan
Kya maza de gaya dilruba
Tera yun dekhna meri jaan
Kya maza de gaya dilruba.

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top