“Teri Aankhon Mein” Song Details:
| Movie: | Thalaivii |
| Singer(s): | Armaan Malik, Prajakta Shukre |
| Lyricist(s): | Irshad Kamil |
| Music Director(s): | G. V. Prakash Kumar |
| Genre(s): | Romantic |
| Director(s): | A. L. Vijay |
| Music Label: | © T-Series |
| Starring: | Kangana Ranaut, Arvind Swamy |
| Release on: | 10th September, 2021 |
Teri aankhon mein mein kya hai
Meri aankhon mein hain sapna
Tere sapne mein aaye kaun
Mere sapne mein hain apna
Apna hai jo kya main hoon woh
Na ji na tu nahi
Socho kabhi thoda mere baare
Teri tarah piche kayi bechare
Auron sa main bilkul nahi yaara
Jaanu tumhein saare ka main saara
Aisa bhala karti ho kyun
Maine tera hi toh hona hain
Khali abhi dil ka mere
Dekho koyi bhi na kona hain
Palkon pe hi rakh lo kahin
Na ji na tu nahi.


