तेरे इश्क़ मैं Tere Ishq Mein Lyrics

तेरे इश्क़ मैं Tere Ishq Mein Lyrics Lyrics

“Tere Ishq Mein” Song Details:

Label: Zee Music Company
Singer(s): Shivang Mathur
Lyricist(s): Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director(s): Ritesh Bhoyar
Genre(s): Love
Music Label: © Zee Music Company

Tere Ishq Mein Iss Kadar Hoon Diwana
Mere Pass Tu Faasle Pe Zamana

Din Chadhe Tu Mile Saath Wo Teri Raate
Lab Khule Gar Mere Mein Karun Teri Baate
Jiyun Mein Tujhe Door Mujhse Naa Jana
Tere Ishq Mein Iss Kadar Hoon Diwana

Huaa Pehli Baari Ye Dil Ke Safar Mein
Tu Rehne Lagi Hein Tu Meri Najar Mein
Ye Neendo Se Aankhe Ab Milti Nahi Hein
Jo Behke To Saanse Sambhalti Nahi Hein
Me Jeene Laga Hu Ab Tere Asar Mein

Tu Mili Tham Gayaa Aa Gaya Muskurana
Hath Se Hath Aakar Tu Kabhi Na Chudana


Din Chadhe Tu Mile Sath Ho Teri Raate
Lab Khule Gar Mere Mein Karun Teri Baate
Jiyun Mein Tujhe Door Mujhse Naa Jana
Tere Ishq Mein Iss Kadar Hoon Diwana

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top