तेरे बिन Tere Bin Lyrics

तेरे बिन Tere Bin Lyrics Lyrics

“Tere Bin” Song Details:

Label: Tips Official
Singer(s): Akhil Sachdeva
Lyricist(s): Akhil Sachdeva
Composer(s): Akhil Sachdeva
Music Director(s): Vaibhav Pani
Genre(s): Playful
Music Label: © Tips Official
Starring: Akhil Sachdeva, Alankrita Sahai

Ek Din Tu Jo Milegi Toh Keh Paaunga
Tujhko Bhula Ke Na Reh Paaunga
Main Toh Jeene Laga Tujhko Apni Saason Mein
Tu Jo Nahi Toh Main Mar Jaaunga

Aankhein Tujhko Hi Dhoonde Barse Ban Ke Yeh Boonde
Main Bhi In Mein Kahin Toh Beh Jaaunga Jaaunga
Tanha Yaadon Mein Teri Chubhti Raatein Yeh Meri
Deti Dard Mujhe Main Na Seh Paaunga

Tere Bin Main Yun Kaise Jiyaa Kaise Jiyaa Tere Bin
Tere Bin Main Yun Kaise Jiyaa Kaise Jiyaa Tere Bin
Tere Bin Main Yun Kaise Jiyaa Kaise Jiyaa Tere Bin

Jaane Teri Wajah Kyun Na Samajh Saka
Meri Saanson Mein Tha Tere Ghar Ka Pata
Hogi Mujh Mein Kami Par Tujhko Maana Khuda


Aise Seh Ke Judaai Kaise Milegi Khudai
Le Ke Sab Se Rihaai Tujhko Aana Padega
Main Toh Wahin Pe Khada Hoon Khud Se Darne Laga Hoon
Mujhko Mujhse Bacha Le Main Mar Jaaunga

Tere Bin Main Yun Kaise Jiyaa Kaise Jiyaa Tere Bin
Tere Bin Main Yun Kaise Jiyaa Kaise Jiyaa Tere Bin
Tere Bin Main Yun Kaise Jiyaa Kaise Jiyaa Tere Bin

Tere Bin Tere Bin Tere Bin
Tere Bin Tere Bin Tere Bin
Kaise Jiyaa

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top