“Todke Duniya Ki Deewar” Song Details:
| Movie: | Ladki |
| Singer(s): | Lata Mangeshkar |
| Lyricist(s): | Rajendra Krishan |
| Composer(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Music Director(s): | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Genre(s): | Happy (Feel Good) |
| Director(s): | M.V. Raman |
| Music Label: | © Saregama |
| Starring: | Kishore Kumar, Vyjayantimala, Anjali Devi, Bharat Bhushan |
Todke duniya ki deewar
Todke duniya ki deewar
Balamwa karle mujhse pyar
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Sajaniya naina karle char
Sajaniya naina karle char
Mohabbat ho jaye ek bar
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Dil mange teri preet
Ho dhola ban ja mera meet
Dil mange teri preet
Ho dhola ban ja mera meet
Main kitni galiya karke par
Main kitni galiya karke par
Ho saiya aayi tere dwar
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Tum khadi ho mujhse dur
Tum khadi ho mujhse dur
Nahi ye
Nahi ye baat mujhe manjur
Nahi ye baat mujhe manjur
Jale jo jalta hai sansar
Jale jo jalta hai sansar
Aa banja mere gale ka har
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jaeyga
Jo hoga dekha jayega
Lo aaj gaya hai mil
Ho tere dil se mera dil
Lo aaj gaya hai mil
Ho tere dil se mera dil
Mohabbat ka pahla ikrar
Mohabbat ka pahla ikrar
Kiya hai pahli pahli bar
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Todke duniya ki deewar
Balamwa karle mujhse pyar
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega
Jo hoga dekha jayega.


