दिल हारेया Dil Haareya Lyrics

दिल हारेया Dil Haareya Lyrics Lyrics

“Dil Haareya” Song Details:

Label: Saregama Music
Singer(s): Arijit Singh
Lyricist(s): Juno
Music Director(s): Vivian Richard
Genre(s): Love
Music Label: © Saregama Music
Starring: Tanya Maniktala, Danesh Razvi

Laut Ke Aane Ki Iss Dil Mein
Aas Jaga Ke Jana
Ya Phir Jaate Jaate
Mujhko Aag Lagake Jaana

Kaash Yoon Ho
Aankhein Jo Kholu Paas Tu Ho
Moond Loon Jo
Naina To Mera Khwaab Tu Ho

Seene Se Dil Karke Riha Re
Tere Hawaale Hum Huye
Pehli Dafa Aisa Hua Re
Hanste Huye Bhi Nam Huye

Dil Haareya Ve Main Jaaneya Ve
Saath Tera Kyun Zaruriya Ve
Dil Haareya Ve Main Jaaneya Ve
Saath Tera Kyun Zaruriya Ve
Dil Haareya Ve Main Jaaneya Ve
Saath Tera Kyun Zaruriya Ve

Meri Laqeeron Mein To Khaamiyaan Thi
Thaama Jo Tune To Khoobiyaan Lage
Khaali Makaano Si Gumnaamiyaan Thi
Dil Tere Aane Se Aashiyaan Lage


Meri Laqeeron Mein To Khaamiyaan Thi
Thaama Jo Tune To Khoobiyaan Lage
Khaali Makaano Si Gumnaamiyaan Thi
Dil Tere Aane Se Aashiyaan Lage

Tere Jaisa Hai Koi Kahaan Re
Tere Ishq Se Bhi Ishq Hua Re
Sufiyaana Lage Dil Ki Naadaaniyaan

Dil Haareya Ve Main Jaaneya Ve
Saath Tera Kyun Zaruriya Ve
Dil Haareya Ve Main Jaaneya Ve
Saath Tera Kyun Zaruriya Ve
Zaruriya Ve Zaruriya Ve
Zaruriya Ve Zaruriya Ve

Facebook
X
LinkedIn
WhatsApp
Pinterest
Reddit
Telegram
Email
Threads
VK
Scroll to Top